Dar e Zahra (s.a.) – Urdu Islamic Animation Film for Children – 2018
بسم الله الرحمن الرحيم صلي ألله عليك يا ولي العصر (عج) ادركنا Jis ke darwaze se koi Saael, koi Maangne wala, Khaali haath nahi gaya, woh Dar-e-Zahra (s.a.) hai, Jis k darwaaze par Rizwan-e-Jannat, khayyaat ban kar aayein, woh Dar-e-Zahra (s.a.) hai, Jis k darwaaze par Jibraeel bhi baghair ijaazat daakhil naa ho, woh Dar-e-Zehra (s.a.) hai, Ek lafz me kaha jaayein, Jis Dar par Quran ki Aayatien naazil hoti hain, woh Dar-e-Zahra (s.a.) hai. Wiladat Ba Sa’aadat Janab-e-Zahra (s.a.) aapko aur Tamaam Mohibbaan e Ahlebait (a.s.) ko bahot bahot Mubarak ho Parwardigaar tujhe Waasta hai Ummul Aimma Janab-e-Zahra (s.a.) ka, hamare Imam-e-Waqt (atfs) ke Zuhoor mein Taa’jeel Farmaa On this auspicious occasion of Wiladat of Janabe Fatima Zahra (s.a.) Al Muntazar TV presents: 📖 Islamic Animation: Dar e Zahra (s.a) – [درِ زہراء [سلام الله علیہا Dar e Zahra (s.a.) – Urdu Islamic Animation Film for Children – 2018 An Animation children Islamic story film based on Incident of Blessed Door of Janabe Fatima Zahra (s.a) in Urdu made especially for Kids. The Incident is based on Holy Quran Surah Ad – Dahr Ayat # 5 – 9.